Khwaabon khayaalon khwaahishon ko chehra mila
Khwaabon khayaalon khwaahishon ko chehra mila
Mere hone ka matlab mila
Koi mil gaya, koi mil gaya
Haan kaun mil gaya
Koi mil gaya
Ho, ho ho ho ho ho ho ho
O ho ho ho ho ho ho
O ho ho
Yun to hum tum milne ko milte rahe
Yun to hum tum milne ko milte rahe
Par kyoon aaj aisa laga
Koi mil gaya, koi mil gaya
Haan kaun mil gaya
Koi mil gaya
Mujhse milkar kya hota hai
Yeh batlaao na, yeh batlaao na
Baat yeh hum kaanon mein kahenge
Paas mein aao na, paas mein aao na
Jo baat tum kahoge, voh baat main bhi jaanoon
Yeh paas mein aane ki main baat nahin maanoon
Suno na suno na suno na
Yun to baatein karne ko karte rahe
Par kyoon aaj aisa laga
Koi mil gaya, koi mil gaya
Haan kaun mil gaya
Koi mil gaya
Aakar mere paas mein tum ho Jaakar bhi ho paas, jaakar bhi ho paas
Is ehsaas ke jaisa koi Aur nahin ehsaas, aur nahin ehsaas
Yeh jo bhi ho raha hai, kyoon jaanta nahin main
Apne hi dil ki baatein pehchaanta nahin main
Pehchaano pehchaano pehchaano
Dil to apna pehle bhi dhadka kiya
Par kyoon aaj aisa laga
Koi mil gaya, koi mil gaya
Haan kaun mil gaya
Koi mil gaya
Ho, ho ho ho ho ho ho ho
O ho ho ho ho ho ho
O ho ho
Khwaabon khayaalon khwaahishon ko chehra mila
Mere hone ka matlab mila
O ho ho, Yun to hum tum milne ko milte rahe
Par kyoon aaj aisa laga
Koi mil gaya
Koi mil gaya, Koi mil gaya
http://pangeranbollywood.blogspot.com
Tidak ada komentar:
Posting Komentar